Na Zinda laash banta, me jeete jee mara nahi hota.
Gar tu saath deta to mere saath itna bura nahi hota.
Ab naaz nakhre dikhana, to soch samajh kar dikhana,
q ki ai jaan, is dunia me har koe mery tarha nahi hota.
Bada banna hai, to phir cheeje bhi badi karna,
umar me bada hone se koe bada nahi hota.