eid milad un nabi

eid milad un nabi is a birth of prophet mohammad . People read and share eid milad un nabi shayari with his/her relative and clebrate Jashn e eid milad un nabi shayari.

Eid milad un nabi


Khayaal e mustafa aate hee har manzar mhekta hai.

Gulon ki kya haqiqat hai har ek pathher mhekta hai.
Kasam ALLHA ki, jab jab nabi ka jikr karta hoon,
Bahare fool barshaati hain, or mera gher mhekta hai.

BY : Gumnaam Shayar

Eid milad un nabi


Jameen ke gul, falak ka har sitara mustafa ka hai.
Janha me jo bhi hai, sara ka sara mustafa ka hai.

Jo mene phool se poncha ye tujhme husn hai kiska,
Adab se phool ne gulsan me pukara mustafa ka hai.

Falak pe apna seena cheer ke mhetaab ye bola,
Me tukde kyon na ho jaaon isaara mustafa ka hai.

Jafa me jo ghir nahi sakta,wafa se phir nahi sakta,
Kabhi me gir nahi sakta,sahara mustafa ka hai

BY : Gumnaam Shayar

Eid milad un nabi


Na bandook se fhela hai na talwaar se fhela hai.
Dunia me islam, Pyare Mohammad ke kirdaar se fhela hai.

BY : Ziya Ansari
IMG_20141019_193142562.jpg

Eid milad un nabi


Milta hai mukaddar se darwaar mohammad ka.
Har shakhs nahi hota beemar mohammad ka.

Taiba ki huzuri jo kismat me nahi ya rab,
Khwabon me hee ho jaye deedar mohammad ka.

Hasnen hain haider hain or zhaira or khadheeja hain,
Dunia se niraala hai gharwaar mohammad ka.

Ya rab mery aannkho ko wo husn wasiat de,
Har simt nazar aaye darbar mohammad ka.

BY : Azm Shakri



©:2014 shayarionlove.com Powered by: Cyanic infotech